πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄



*πŸ₯€ KITABUSSAUM (ROZA) πŸ₯€*



*πŸ’ PART 10*

*↘ ROZA MEN ANKH , NAAK, KAAN MEN DAWA KA ISTEMAL*

*➡SAWAAL:-*Halat e roze men ankh, kaan , naak men dawa dal sakte hain?

*✔JAWAB:-*Aam taur par maujoodah daur ke ahal e fatawa ki raye hai ki ankh men dawa dalne se roza nhi tut'ta kyon ki ankh aur halaq ke darmiyan koi (route) nhi hai aur naak aur kaan ke darmiyan dawa dalne se roza toot jata hai.naak ka masla to bilkul wazeh hai , qadeem fuqha ki raye yeh thi ki chunki kaan aur me'de (pet) ke darmiyan (route) hai is liye kaan men dawa dalne se roza toot jata hai, lekin jadeed tibbi haqeeq aur ilm e tashrihul aaza (anatomy) ki roo se yeh raye durust nahi hai.jadeed tahqeeq yeh hai ki ankh aur halaq ke darmiyan route hai aur kaan aur halaq ke darmiyan ruote nhi hai lehaza ankh me dawa dalne se roza toot jayega aur kaan men dawa dalne se roza nhi tootega.

*πŸ“šTafheem al masail J-1 S-188*



πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT πŸ”΄*

Comments

Popular posts from this blog

Nade ALI Shareef Ka Mahe Ramzanul Mubarak ka mujarrab Amal

barkat E Ramadan 27