Barkat E Ramadan 05
ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄
*π₯ BARKAAT E RAMZAN π₯*
❖ Part:-05 ❖
Ψ¨Ψ³Ω
Ψ§ΩΩΩ Ψ§ΩΨ±ΨΩ
Ω Ψ§ΩΨ±ΨΩΩ
Ψ§ΩΨ΅ΩΩΨ© ΩΨ§ΩΨ³ΩΨ§Ω
ΨΉΩΩΩ ΩΨ§ Ψ±Ψ³ΩΩ Ψ§ΩΩΩ ο·Ί
"Rozey Ki Tareef"
✏Mas'ala: Raat Me Niyyat Ki Aur Kha Pee Liya To Niyyat Khatm Na Hui Pehli Niyyat Hi Kafi Hai, Phir Se Niyyat Zaroori Nahi, Bas Subhe Sadiq Se Guroobe Afatab Tak Na Khaye To Roza Bhi Ho Gaya. {Alamgiri, Jild-1, Page-195}
✏Mas'ala: Jis Tarah Namaz Me Baat Karne Ki Niyyat Kee Magar Baat Na Ki To Namaz Nahi Tooti, Isi Tarah Roze Me Roza Todne Ki Niyyat Se Roza Nahi Tootega Jab Tak Roza Todne Wali Chiz Na Kare. {Bahar-E-Shariat , Volume-5, Page-969}
✏Mas'ala: Ramzan Ke Har Roze Ke Liye Nai (New) Niyyat Zaroori Hai. Pehli Ya Kisi Tarikh Me Poore Ramzan Ki Niyyat Ki To Ye Niyyat Sirf Usi Eik Din Ke Haq Me Hai Baqi Dino Ke Liye Nahi. {Bahr-E-Shariat Volume-5, Page-969}
"Jin Chizon Se Roza Nahi Toot'ta Unka Bayan"
π Hadees: Hazrat Abu Hurairah Se Riwayat Hai Ki Huzoor Ψ΅ΩΩ Ψ§ΩΩΩ ΨΉΩΩΩ ΩΨ³ΩΩ
Ne Farmaya, Jis Rozedar Ne Bhool Kar Khaya Ya Piya Wo Apna Roza Pura Kare, Use Allah Ne Khilaya Aur Pilaya. { Sahi Muslim, Hadees No-1155}
π Hadees: 3 Chizo Se Roza Nahi Toot'ta,
1 - Pachhna (Badan Se Fasid Khoon Nikalwana Jise Hijama Bhi Kehte Hai}
2 - Qaye (Ulti, Jo Khud Se Ho Qasdan Kiya Aur Muh Bhar Qaye Hui To Toot Gaya)
3 - Ehtelam (Sote Me Mani Ka Nikalna, Ya Bemari Ya Boojh Uthate Waqt Nikal Jaye To Roza Nahi Toota Apne Haton Nikala To Toot Gaya) {Tirmizi, Jild-2, Page-177, 719}
π‘ Fiqhe Hanfi Ki Roshni Me Roza Kin Kin Baton Se Nahi Toot'ta Wo Zail Me Hain π‘
✏Mas'ala: Bhool Kar Khaya Piya Ya Jima (Sex) Kiya To Roza Nahi Toota, Chahe Roza Nafl Ho Ya Wajib Ya Farz. {Bahar-E-Shariat, Hissa-5, Page-981}
Jaari...Hai...In...Shaa...ALLAH
*π Mufti Sufi Muhammad Kaleem Hanfi Razvi Noori Sahab*
ππππππππππ
*π MASLAKE AALA HAZRAT π΄*ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄

*π MASLAKE AALA HAZRAT π΄*
Comments
Post a Comment