🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 20 RIKAAT TARAVEEH KI DALEEL 🥀*



*PART 09*

Sanad no 2 :

*Imam Behaiqi Rh. hi Farmaate hai ke*

أَخْبَرَنَا أَبُو عَبْدِ اللهِ الْحُسَيْنُ بْنُ مُحَمَّدِ بْنِ الْحُسَيْنِ بْنِ فَنْجَوَيْهِ الدَّيْنَوَرِيُّ بِالدَّامَغَانِ، ثنا أَحْمَدُ بْنُ مُحَمَّدِ بْنِ إِسْحَاقَ السُّنِّيُّ، أنبأ عَبْدُ اللهِ بْنُ مُحَمَّدِ بْنِ عَبْدِ الْعَزِيزِ الْبَغَوِيُّ، ثنا عَلِيُّ بْنُ الْجَعْدِ، أنبأ ابْنُ أَبِي ذِئْبٍ، عَنْ يَزِيدَ بْنِ خُصَيْفَةَ، عَنِ السَّائِبِ بْنِ يَزِيدَ قَالَ: ” كَانُوا يَقُومُونَ عَلَى عَهْدِ عُمَرَ بْنِ الْخَطَّابِ رَضِيَ اللهُ عَنْهُ فِي شَهْرِ رَمَضَانَ بِعِشْرِينَ رَكْعَةً ” قَالَ: ” وَكَانُوا يَقْرَءُونَ بِالْمَئِينِ، وَكَانُوا يَتَوَكَّئُونَ عَلَى عِصِيِّهِمْ فِي عَهْدِ عُثْمَانَ بْنِ عَفَّانَ رَضِيَ اللهُ عَنْهُ مِنْ شِدَّةِ الْقِيَامِ “
Sanad :

*Imam Behaiqi Rh. — > Abu Abdullah Hussain bin Muhammed — > Ahmed bin Muhammed bin Ishaq as-Sunni Rh. — > Abdullah bin Muhammed al Baghwi Rh. — > Ali Ibn ul Ja’ad Rh. — > Ibn abi Zibb Rh. — > Yazeed bin Khusaifa Rh. — > Saa-ib bin Yazeed Rdh.*

Matan :

*Hazrat Saaib Bin Yazeed Rdh. Farmaate hai ke Log hazrat Umar rdh. ke Daur me Ramazaan me 20 Rakaat pabandi se Pardhte The.*

*Saaib bin Yazeed Rdh. Farmaate hai ke wo Quraan e Majeed ki 200 Aayaat Tilaawat Karte The aur Hazrat Usmaan Bin Affan Rdh.ke daur me Log Qayaam ke (Lamba Hone Ki Wajeh Se) Apni (Lathiyo) Par Taik Lagaate The.*

(Sunan e Kubra Lil Behaiqi : Jild 2 : Safa 698, Hadees no 4288)

Scan Page :

Is riwayat ke Raaviyo ka Ta’aruf Yeh hai :

1 – Imam Behaiqi Rh. Al Mutawaffa 458 Hij. Siqa Muhaddis hai. (Taarekh ul Islaam)

2 – Abu Abdullah Hussain bin Abdullah ad-Deenawari Rh. Al Mutawaffa 414 Hij. Bhi SIQA hai. (Al Muntakhab min Kitaab us Siyaaq Li Taarekh e Naisapur : Safa 193)

Scan Page :

3 – Imam Ahmed bin Muhammed bin Ishaq as-Sunni Rh. Al Mutawaffa 364 Hij. bhi Motabar hai. (Kitaab us Siqaat Lil Qaasim : Jild 1 : Safa 484)

Scan Page :

4 – Imam Abul Qaasim al Baghwi Rh. Al Mutawaffa 317 Hij. Mashoor Imam aur SIQA hai. (Kitaab us Siqaat Lil Qaasim : Jild 6 : Safa 116)

Scan Page :

5 – Imam Ali Ibn ul Ja’ad Rh. Al Mutawaffa 230 Hij. Saheeh Bukhari ke Raavi hai aur SIQA wa Mazboot hai. (Taqreeb : Raqm 4698)

Scan Page :

6 – Muhammed bin Abdur Rehman Ibn abi Zibb Rh. Al Mutawaffa 159 Hij. Saheehain ke Raavi hai aur SIQA, Faqi aur Faazil hai. (Taqreeb : Raqm 6082)

Scan Page :

7 – Yazeed bin Khusaifa Rh.

8 – Saaib bin Yazeed Rdh. ki Tauseeq upar Guzar chuki.

Algarz Is riwayat ke bhi Saare Raavi SIQA hai.

Note no 1 :

Yahi riwayat Mukhtalif Alfaaz ke Saat Imam Ali Ibn ul Ja’ad Rh. Al Mutawaffa 230 Hij. ki Apni Kitaab, Musnad e Ibn ul Ja’ad me bhi Maujood hai. Dekhiye, (Musnad e Ibn ul Ja’ad : Safa 413, Hadees no 2825, wa Isnaaduhu SAHEEH)

Scan Page :

Note no 2 :

Is riwayat me Imam Ali Ibn ul Ja’ad Rh. Al Mutawaffa 230 Hij. ki Muta’abiyaat Imam Yazeed bin Haroon Rh. Al Mutawaffa 206 Hij. ne bhi Kar rakhi hai. (Kitaab us Siyaam Lil Firyaabi : Safa 131, Hadees no 176, wa Isnaaduhu SAHEEH)

Scan Page :

SAHEEH HADEESON KE AMBAAR H HYMARE PASS LEKIN YE JAHIL GAIR MUQALLID KAHTE H KI 20 RIKAAT TARAEVEEH PR EK BHI SAHIH HADEES NHI H JBKI IN JAHIL ANGREZ KE PAIDAWAAR GAIR MUQALLIDO KE PASS APNI 8 RIKAAT KI DALEEL NHI H

JAHILO KA NAAM GAIR MUQALLID HOTA H

KITAB PADHNE TO AATI NHI H TO INHE HADEES MILEGI KAHAN SE



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

Nade ALI Shareef Ka Mahe Ramzanul Mubarak ka mujarrab Amal

barkat E Ramadan 27