ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄
*π₯ KITABUSSAUM (ROZA) π₯*
*π PART:- 2*
*↘ROZA AUR GHUSL E WAJIB*
*➡SAWAAL:-* gusl wajib tha lekin takheer se uthne k bais waqt ki itni gunjaish nahi ki gusl kre ke sehri kre, to kya halate janabat men sehri krna ho to roze ka shuru ho jana jayez h?
*✔JAWAAB:-* Agr aise surat darpesh ho to hath dho kar aur kulli kar ke sehri kar len aur sehri khatam hone ke bad sahulat ke mutabiq gusl kar len, is se roza fasid ni hota, isi tarah din men sote men gusl wajib ho jaye to yeh roze ke munafi nahi hai , albatta gusl janabat men itni takheer na kren ki jae ke 1 farz namaz ka waqt nikal jaye
*πTafheem al masail J-1 S-184*
ππππππππππ
*π MASLAKE AALA HAZRAT π΄*
Comments
Post a Comment