🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼*

*अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..*

*🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋*


*👉 post 120 🅰🅰* 


*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Jhoote Aur Dagabajo Ka Bhi Roza Hai*



*✍ JAWAB-;*
*📇 Allah Ke Rasool ﷺ Farmate Hai Agar Koi Shakhs Roza Rakh Kar Bhi Jhoot Bolna aur Dagabaji Karna Na Chore To ALLAH TA’ALA Ko Uski Koi Zaroorat Nahi Ki Wo Apna Khana Peena Chor De*

*📚– (Sahih Bukhari, 1903)*

*👉 NOTE ; ALLAH TA’ALA Unka Roza Hargiz Pasand Nahi Karta Jo Roze Ki Behurmati Wale Kaam Kare Jhoot, Dagabaji, Zinaa, Chori, Chugalkhori, Yeh Sab Roze Ki Behurmati Waale Kaam Hai Lihaza Inn Khaslato Se Apne Rozo Ki Hifazat Kare Aur Auron Ko Bhi Aagah Kare InshaAllha-Ul-Azeez ALLAH Rabbul Izzat Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Taufeeq De*



*⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNIYO ⚔* 
*⚔ SUNNI MUSLIM HAI SACHCHA NABI KE LIYE ⚔*

*🌴Kabe K Badrud Duja Tumpe Karodoñ Darood.........🌴*

*📿Tayba Ke Samsud Doha Tumpe Karodon Darood...........📿*

*👑Mere Ustaad-e-Mohtram Farmate Hai👇🏼👇🏼👇👇*

*🌹Lakh Jalte Rahr Dusmane Azhari*
*🌹Sar Patakte Rahe Dusmane Azhari*
*🌹Ilteza hai ye RaBBe DoAlam se Haque*
*🌹Faize TAJUSHSRIYHA Salamat Rahe*

*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*



🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
**👏🏁 गदा ए फकीर रज़वी कादरी हनफी बरेलवी🔴* *جزاک اللہ خیر*

Comments

Popular posts from this blog

barkat E Ramadan 27