πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄



*πŸ₯€ KITABUSSAUM (ROZA) πŸ₯€*



*πŸ’ PART 12*

*↘ QAZA ROZE*

*➡SAWAAL:-*Guzashta sal ke qaza roze agle ramzan al mubark ke aagaz se qabl hi ada karne zaroori hain ya bad men bhi ada kiye ja sakte hain unki niyat kis tarah ki ja sakti hai aur qaza namazon ke liye bhi sharai taur par kya hukam hai?

*✔JAWAB:-*Ramzan al mubarak ke qaza roze , ramazan ke bad awwalin fursat men ada karne chahiye kisi ke pass yeh guarantee nahi hai ki wo agle sal ramzan tak lazmi taur par zinda rahega.ta ham agar kisi ne bad qismati se guzashta ramzan al mubark ke qaza roze aindah ramzan tak ada nahi kiye to us ke bad ada kare.qaza namazen bhi awwalin fursat men ada kare.

*πŸ“šTafheem al masail J-1 S-193-194*



πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT πŸ”΄*

Comments

Popular posts from this blog

Nade ALI Shareef Ka Mahe Ramzanul Mubarak ka mujarrab Amal

barkat E Ramadan 27