πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄



*πŸ₯€ KITABUSSAUM (ROZA) πŸ₯€*



*πŸ’ PART 16*

*↘ SEHRI KE WQAT KE BAD TAK KHANA*

*➡SAWAAL:-* Ayesha mahe ramzan men sehri kar rahi thi ke fajar ki azan shuru ho gayi.zehra ne usko mana kiya ki ab na khao sehri ke wqat khtam ho chuka hai.lekin ayesha ne kaha azan ke khatam hone tak kha sakte hain ab iska sharai hukam kiya hai?

*✔JAWAB:-*Azan namaz ke liye hoti hai sehri ke liye nahi, sehri ke waqt muqrrar hota hai ajkal namaz o sehri o iftar ke mustaqil naksha muyssar hota hai to nakshe me diye gaye waqt ke mutabiq sehri o iftar karna chahiye.ayesha jo azan ke akhiri lfaz tak khati rahi thi is surat men ayesha par roze ke qaza wajib hai ki uska roza hua hi ni .

*πŸ“š Aurton ke masail S-190*



πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT πŸ”΄*

Comments

Popular posts from this blog

Nade ALI Shareef Ka Mahe Ramzanul Mubarak ka mujarrab Amal

barkat E Ramadan 27