ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄
*π₯ KITABUSSAUM (ROZA) π₯*
*π PART 18*
*↘ SEHRI KHATE WAQT AZAAN SHURU HO JANA*
*➡SAWAAL:-*12vin ramzan ko ham logon ki ankh 4:30 baje khuli, hamlogo ne jaldi jaldi sehri ki, abhi ham sehri kha hi rahe the ke azan ho gayi.fauran kulli karke aur kamon men masroof ho gaye, jab ham ne kisi buzurg se maloom kiya to unhone kaha ki , roza batil ho gaya, is bat ke bad ham ne do pahar ko khana kha liya, bad men logo ne kaha apko roza ni kholna tha ab kaffara aur qaza dono karen,lekin ham me itni istita'at ni ki kaffara ada karen aur na hi dubara ke mutawatir roze rakhne ki istita'at hai, ab jo hukam sharai ho matla frmaen?
*✔JAWAB:-*4:30 baje subah ho chuki thi aur fajar ka waqt shuru ho chuka hota hai us wqat khane pine ke mayene hi ni the wo roza yaqeenan na hua.us ki qaza farz hai.han jo jan bujh kar do pahar men khana khaya gunehgar hua tauba ki jae kiyon ki roza tha hi ni is liye roze ka kaffara nahi.
*πFtawe razviya J , S-517*
*π Aurton ke masail S-190-191*
ππππππππππ
*π MASLAKE AALA HAZRAT π΄*
Comments
Post a Comment