πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄



*πŸ₯€ KITABUSSAUM (ROZA) πŸ₯€*



*πŸ’ PART 22*

*↘ ZAWAL KE WQAT ROZE KI NIYAT KARNA*

*➡SAWAAL:-* Main (zeent bibi) ne nafil roze ki niyat zawal ke waqt bad ki aur roza bhi mukammal kar liya , kiya ab mera yeh roza shumar hoga aur agar na huwa to mujhe us ke liye kiya karna chahiye?

*✔JAWAB:-*Adaa e roza e ramzan aur nazre muayyan aur nafil rozon ke liye niyat ka aftab se zahwa e kubra tak hai.is wqat men jab niyat kare roza ho jaega.
Mundrja bala surat e hal men roza na huwa ki zawal ke bad ya ain zawal ke waqt niyat nahi balke us se peshtar niyat ka ho jana zaroori hai aur agar khas us waqt yani jis waqt aftab kat e nisfunnihar sharai par pahunch gaya niyat ki to roza na huwa.
Lihaza apko us roze ki qaza rakhni hogi.

*(Durre mukhtar)*

*πŸ“š Aurton ke masail S-192*



πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT πŸ”΄*

Comments

Popular posts from this blog

Nade ALI Shareef Ka Mahe Ramzanul Mubarak ka mujarrab Amal

barkat E Ramadan 27