πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄



*πŸ₯€ KITABUSSAUM (ROZA) πŸ₯€*



*πŸ’ PART 28*

*↘ SEHRI KHANE KA HUKAM*

*➡SAWAAL:-*Meri dost ramsha ko sehri khane ki adat nahi balki rat ko sone se pehle khana wagairah kha kar so jati hai aur us waqt niyat karti hai to aap yeh bataen ki sehri khane ka sharai hukam kiya hai?

*✔JAWAB:-*Bagair sehri ke roza rakhna jayez hai.

*(Ftawe alamgiri)*

Magar mustahb ye hai ki sehri kha kar roza rakhe.is surat men aap ki dost ka roza ho jaega lekin wo sehri khane ki fazilat se mehroom rahegi kiyon ki hadees e mubark men hai. 
Hazrat abdullah bin masood رآی اللہ ΨͺΨΉΨ§Ω„ΫŒٰ عنہ se marwi hai ki huzur tajdar e madena ο·Ίne farmaya :"sehri khao kiyon ki sehri khane men barkat hai ise na chodhna agrche 1 ghoont pani hi pee le isliy ki sehri khane walon par allah aur uske frishte drood bhejte hain."

*πŸ“š Aurton ke masail S-190*



πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT πŸ”΄*

Comments

Popular posts from this blog

Nade ALI Shareef Ka Mahe Ramzanul Mubarak ka mujarrab Amal

barkat E Ramadan 27