πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄



*πŸ₯€ KITABUSSAUM (ROZA) πŸ₯€*



*πŸ’ PART:- 3*

*↘SAIRAN, REDIO, KE ElAAN YA AZAAN PAR SEHRI KA KHATAM*

*➡SAWAAL:-*sehri ka waqt khatam hone ke ilm ghadi, sairan, radio ke elaan ya azan par roza band krna chahiye?

*✔JAWAAB:-*sehri ke waqt khatam hone ke ilm ghadi, sairan, radio ke elaan ya azan jis zariye se bhi ho jaye foran khana pena band kar dena chahiye kiyon ki ye tamam zaraye zann e galib ke sabab hain. In men se jis zariye se bhi maloom ho jae, khana pina fauran band kar dena chahiye. Ye amr malhuz rahe ke baaz log ye samajhte hain ke jab tak sairan baj raha hai ya jabtak azan jari hai ham kha pee sakte hain ye durust nahi hai, ye tamam alamat ikhtetam e sehri ke hain is liye sairan ya azan shuru hote hi khana peena band kar dena chahiye kiyon ki khatam hone me baaz auqat teen ya chaar mint lag jate hain ikhtitaam e azan tak khane pine se roza fasid ho jaega - ehtiyaat karni chahiye. 

*πŸ“šTafheem al masail J-1 S-184, 185*



πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT πŸ”΄*

Comments

Popular posts from this blog

Nade ALI Shareef Ka Mahe Ramzanul Mubarak ka mujarrab Amal

barkat E Ramadan 27