ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄
*π₯ KITABUSSAUM (ROZA) π₯*
*π PART 30*
*↘ ROZE KI HALAT MEN BHOOL KAR KHANA PINA*
*➡SAWAAL:-*Agar ramzan men kisi ne bhool kar roze ki halat men pet bhar kar khana kha liya phir akhiri niwale pe yad aya ki roza hai to kiya uska roza toot gaya? Aur jo niwale uske munh men hai uske liye kya hukam hai kiya use nigal le ya thook de?
*✔JAWAB:-*Agar kisi ne ramzan men roze ki halat men bhool kar pet bhar kar khana kha liya to uska roza nahi tootega lekin jis niwale par use apna rozedar hona yad aya ab wo niwala wo apne halaq ke niche utar legi to roza toot jayega lekin agr use yad ane par fauran ugal diya to roza nahi tootega.
*π (Bahar e shariat J, S -410)*
*π Aurton ke masail S-192*
ππππππππππ
*π MASLAKE AALA HAZRAT π΄*
Comments
Post a Comment