πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄



*πŸ₯€ KITABUSSAUM (ROZA) πŸ₯€*



*πŸ’ PART 33*

*↘ EID KE 2 MAHINE NAQIS NA HONE KA MATLAB*

*➡SAWAAL:-*Sahih muslim men hadees hai ki eid ke 2 mahine yani ramzan aur zilhijjah naqis nahi hote.is hadees ka kiya matlab hai? Kiya iska mafhoom yeh hai ki dono kisi 1 sal men 29 din ke nahi hote ?

*✔JAWAB:-*Is hadees ka sahi mafhoom yeh hai ki Allah tala az raah e karam in dono mubarak mahino'n men ibadat guzaron ke ajar men kami nahi farmata balki apne fazal o karam se pura ajr ata farmata hai.baqi Qur'an o hadees men qamari mahino ke ayyam (din) ki tadad ke aitibar se koi tasreeh ya ta'ayyun nahi hai ki 2 ya 3 mahine muslasal 30 din ke nahi ho sakte ya agar 30 din ka hoga to zilhajjah 29 din ka hoga? In dono men se koi 1 zaroor 30 din ka hoga ya ye ki jis din eid al fitar hogi , usi din ashoorah mohrram hoga wgairah.yeh sab logon ke khud sakhtah qiyasaat, mafroozat aur takhmine hain.han albatta hadees pak men sayyed al mursleen Hazrat mustafa ο·Ί ka ek wazeh irshad maujood hai aur yeh ki "qamari mahina 29 din se kam ka nahi ho sakta aur 30 din se zyada ka nahi ho sakta. Agr kisi sakhs ke tajurbe aur mushahide men ek cheez 2 ya 4 martaba kisi 1 andaze men waqeh ho jaye to ye mehaz ittefaq ho skta hai, kisi usool e sharai ki buniyad nahi ban sakta .

*πŸ“šTafheem al masail J-1 S-201-202*



πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT πŸ”΄*

Comments

Popular posts from this blog

Nade ALI Shareef Ka Mahe Ramzanul Mubarak ka mujarrab Amal

barkat E Ramadan 27