ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄
*π₯ KITABUSSAUM (ROZA) π₯*
*π PART 34*
*↘ ROZA MEN NAPAKI KI HALAT MEN PURA DIN GUZARNA*
*➡SAWAAL:-* Fatima ne is halat men subah ki ke us par gusl farz ho chuka tha aur usne jan bhujh kar gusl na kiya aur pura din roze ki halat men guzar diya aur us ke liye kiya hukam hai, kiya uska roza ho jayega?
*✔JAWAB:-*Is surat men fatima ka roza to ho gaya lekin itni der tak gusl na karna ki namazen qaza ho jaen to yeh gunah o haram hai kiyom ki hadees e mubarak men jumbi ke liye sakht waeed ayi hai jesa ki ala hazrat fatawa e razwiya men farmate hain "wo shkhs namazen umda khone ke sabab skht kabira ka murtakib huwa aur azab e jehnnam mustaujib huwa.magar is se roze men koi nuqs o khlal na aya ,taharat ba ijma arba shart e saum nahi."
Jumb jis ghar men hota hai rehmat ke frishte nahi ate.
*π (Bhare shariat S- 410)*
*π Aurton ke masail S-194*
ππππππππππ
*π MASLAKE AALA HAZRAT π΄*
Comments
Post a Comment