πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄πŸπŸ”΄



*πŸ₯€ KITABUSSAUM (ROZA) πŸ₯€*



*πŸ’ PART 35*

*↘ ROZE KI HALAT MEN DANT NIKLWANA*

*➡SAWAAL:-*Sajida ke dant men skht dard tha jiski wajah se usne apna dant roze ki halat men ukhadwa diya to uska roza fasid ho jaega ki nahi?

*✔JAWAB:-*Roze men dant ukhadwaya aur khoon nikal kar halaq men utra to aisi surat men roza fasid ho jayega aur us roze ki qaza karna wajib hai.

*πŸ“š Aurton ke masail S-195*



πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘πŸ‘‘
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT πŸ”΄*

Comments

Popular posts from this blog

Nade ALI Shareef Ka Mahe Ramzanul Mubarak ka mujarrab Amal

barkat E Ramadan 27