ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄ππ΄
*π₯ KITABUSSAUM (ROZA) π₯*
*π PART 37*
*↘ ROZE KI HALAT MEN KAN MEN PANI JANA*
*➡SAWAAL:-* Rakhshinda ke kan men gusl karte huwe pani chala gaya to uske roze ka kiya hukam hai?
*✔JAWAB:-*Agar gusl ke dauran kan men khud ba khud pani chala gaya to ya shower se nahate huwe pani chala gaya to roza nahi tootega lekin uske bar akas agar jan bujhkar pani dala to roza fasid ho jayega. Jaisa ki fatah al qadir men hai ki "roze ka fasad us waqt hoga jab khud apne kan men pani dakhil kare apne amal ke bagair dakhil hone se fasid na hoga jaisa ki nehr men gotazan huwa.
*π Aurton ke masail S-195*
ππππππππππ
*π MASLAKE AALA HAZRAT π΄*
Comments
Post a Comment